Posts

Showing posts from March, 2017

Dunya ko agar pata chal jaye ke mai tumhe kitna chahta hon

Image
Dunya ko agar pata chal jaye ke mai tumhe kitna chahta hon Aadhe rashk se mar jayen aadhe hasad se mar jayen

Kuch hum mai aage barhne ka bhi hosla na tha

Image
Kuch hum mai aage barhne ka bhi hosla na tha Kuch usne bazouon ko kushada nahi kiya

Ana ke morr pe bichre to humsafar na mile

Image
Ana ke morr pe bichre to humsafar na mile Hum aik shehar mai reh kar bhi umer bhar na mile

Wo bhi kya din thai bhula kar tujhko hum tujhe yaad kiya karte thai

Image
Wo bhi kya din thai bhula kar tujhko hum tujhe yaad kiya karte thai Jab tere dard mai dil dukhta tha hum tere haq mai dua karte thai Mohsin naqvi

Rishta jataya nahi jaata

Image
Rishta jataya nahi jaata Nibhaya jata hai chahe door ho

Muhabbay mai mar mitne ki baten faqat rasmi hoti hain

Image
Muhabbay mai mar mitne ki baten faqat rasmi hoti hain Warna kon marta hai muhabbat mai sabhi jeete hain

Ye saal bhi guzra hai tere pyar ki manind

Image
Ye saal bhi guzra hai tere pyar ki manind Aate howe kuch or tha jate howe kuch or hai

Parosan ki beti ka naam dua hai

Image
Parosan ki beti ka naam dua hai Kabhi raah chalte dua salam hoti hai To wo pochti hain beta kaise ho??? Mai bas itna hi kehta hon aunty apki dua chahiye

Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah

Image
Raat ko azad hojate hain jaane kis tarah Sara din rakhta hon mai to anso sanbhal kar

Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta

Image
Mujhe bachpan ka wo dukh nahi bholta jab raat bhar jari rehne wali barish subha school ke time ruk jati thi